DonkeyMails.com: No Minimum Payout
Showing posts with label Ramadan Poem. Show all posts
Showing posts with label Ramadan Poem. Show all posts

Thursday, August 25, 2011

Beautiful Poem on Ramadan Mubarak



Daman main lay kay rehmatoon ka samaan aa gaya
Mubarak har ik momin ko Mah e Ramadan aa gaya

Bakshish kay dar khulay dozakh hue thandi
ALLAH ki inayatoon ka saibaan aa gaya

Bana lo jannat main ghar aamal sanwar loo
Ramzan aik mah ka mehman aa gaya

Iblees qaid ho gaya ALLAH kay hukm say
ALLAH ki seedhi rah ki pehchaan aa gaya

Saftain sabr o taqwa ka hay dars ye Ramadan
Gunahoon ko kernay logon kay bejaan aa gaya 

Monday, August 8, 2011

Burai Ko Mitaane Ramadan Aaya Hai



Burai Ko Mitaane Ramadan Aaya Hai
Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai

Maafi Gunaahon Se Yahaan Milegi
Neki Duaaon Se Yahan Milegi

Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai
Rahmaton Ki Barsaat Yahan Hogi

Suhani Har Raat Yahan Hogi
Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai

Shaitaan Ko Azaadi Nahi Hogi
Insaan Ko Azaadii Yahin Hogi

Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai
Paet Bhuka Aur Zubaan Par Sachai Hogi

Khuda Dil Mein Aur Sirf Achai Hogi 
Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai

Mohabbat Rozdaaron Ki Khuda Se Hogi
Khuda Ki Mohabbat Rozdaaron Se Hogi

Unknown

Friday, August 13, 2010

Burai Ko Mitaane Ramadan Aaya Hai


Burai Ko Mitaane Ramadan Aaya Hai
Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai

Maafi Gunaahon Se Yahaan Milegi
Neki Duaaon Se Yahan Milegi

Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai
Rahmaton Ki Barsaat Yahan Hogi

Suhani Har Raat Yahan Hogi
Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai

Shaitaan Ko Azaadi Nahi Hogi
Insaan Ko Azaadii Yahin Hogi

Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai
Paet Bhuka Aur Zubaan Par Sachai Hogi

Khuda Dil Mein Aur Sirf Achai Hogi 
Allah Se Milaane Ramadan Aaya Hai

Mohabbat Rozdaaron Ki Khuda Se Hogi
Khuda Ki Mohabbat Rozdaaron Se Hogi

Unknown